Thursday, August 5, 2010

A Thought

Oh my beloved beautiful master
Come as Goddess not as God
With a female deity,
along an awakening divinity……
owe this time the feminine power……………………
Oh my beloved beautiful master
discard the preference to masculine
and discover the existence of feminine……….
All time vantage to the same……..
Do you too owe this thought?
so every time you came as God..........

Sunday, May 23, 2010

Reality


No logics behind…..
What everyone is trying to find…..
In the formation of a reality………
Only karmas are redefined……
Away from the human thinking.........
An incidence just happens….
No need of How and why….
It usually makes us more refine……..
With the divine power of acceptance….
We have to go with the time…..
In the journey of life…..
Only contentment is sublime

Wednesday, April 21, 2010

Jazbaat ya zidd................

…………..Ek jazbaa….. ya zidd…….bol kaise ye fark karun……
…………..yun jazbaat samajh ke mein tere saath chalun…
…………… ya phir zidd maan ke tujhe zehan se bedakhal karun………
…………….kasauti si aayegi lagta hai yun hi chalte chalte …….
…………..to is baat pe gaur karna laazmi sa lagta hai…….
…………….abhi tak mila nahi mujhe koi…………………….
…………….Tujh ko jo ek jazbaat samajh ta ho……………
………………na koi aisa mila jo zidd pe ho sirf tere liye…………………..
………………Bol tujhe mein kya samjhun,,,,,,,ek jazbaat ya zidd………
………………Bol dono mein kaise fark kiya jaaye……..
…………….Mulk hai tun mera tujh se mohabbat si lagti hai………
…………….Tere saath chalne ko kya yun ek zidd samjha jaaye,,,,,,
………………Ya phir ek jazbaat jo hai ek tamana ko liye……
………………kuch kar guzarne ki bas har dam tere liye…
………………mere aas paas ke dastoor aur zamaane se pare……..
………………mere har fayede …..meri har tarakki se pare…………………..

Wednesday, March 31, 2010

A Tiny Thought

Waqt ki shatranj pe mohron ki bisaat hai
Ajab-ada -e waqt - har pal ek paltwaar hai
Tazarba kis ko bolen ya yu hi ek lafz hai ye
Kya pta is duniya mein iski bhi mazaal hai……………?????????????
Tazarba ya waqt………..kisko mein tazreeh dun
is waqt ko tazurba har daffa naagawaar hai…………??????????????????

Wednesday, March 10, 2010

What is this????Don’t Know……..:(


Tassali -e –dil- e -meharban

Chainee ahsaas…….. haal –e- dil..ek nagma……

Anjana raasta ……..raahe-guftgu…

Kabhi kabhi ki khumari…..hadd se jyada………

Beparwahi saath…….mazilien aakash nazar

Chakshu dar khule ke khule

Hasin ka aadi…………………………….

…..hanste gulsitan ka rahgeer

Aarman……se door…’zindagi’-alfaaz se aage ka raahi…………..

Khanabadosh rahaguzar ka saath…….

Nigahien suroor……… dile sukoon

Manzillon paar hadh- e -zindagi….

Aashiyanna nazar bakhsish -e -khudda