Wednesday, March 31, 2010

A Tiny Thought

Waqt ki shatranj pe mohron ki bisaat hai
Ajab-ada -e waqt - har pal ek paltwaar hai
Tazarba kis ko bolen ya yu hi ek lafz hai ye
Kya pta is duniya mein iski bhi mazaal hai……………?????????????
Tazarba ya waqt………..kisko mein tazreeh dun
is waqt ko tazurba har daffa naagawaar hai…………??????????????????

No comments: